Tuesday 5 April 2011

Lamhe 'Anand' ke..........

1) Jindgi ki yesi kitaab khol ke rakh doo,

 mai padhoo to 'hassi' niklye,jo sunye unhe 'aansu'....!


2) Gire hongye 'Aansu' unke, saat pheraa lene mai.....!!

kya majboor hoongi wo,ab 'pavitra rishta' nibhaane mai....!!

3) Saayed ab unko ye lagne lagaa ho...

sabki baate sunkar mujhe 'zhuta' samjhne lagaa ho...,

kya pata mai unhe ki 'khud ko' kitna bekaraar kartaa hun,

pyar sirf tumse pyar kartaa hun...!!

wada nibhane mai saayed pichye ho gayaa...

par ye dil aaj bhi nisaar kartaa hun...

pyar sirf tumse pyar kartaa hun...!

jaanu ye kabhi ki ham naa 'mil' payengye,

judaa hoke ab 'jiye' aur 'mar' jaayengye....

phir. bhi tere aane ka 'intazaar' karta hun....

pyar sirf tumse pyar kartaa hun...!!!


4) Ab to yaad bhi nahi, kisne mujhe iss jagah laa khadaa kiyaa....

aaj wo sofe pe baithkar 'izzat ki chai' pite hongye...

aur yahaan izzat ki najrain bhi nasib nahi....!

5) Aaj mai apni he mahfil chhod kar jaata hun,

na jaane kitne dil tod kar jaata hun,

aankh mai aansu ki jagah dosto ki otho par hassi aaye,

ye 'anand' jaaye to jaaye lekin 'anand' aaye....!!!

6) Anand ke Lamhe' mai kya likha milega.....???

naa jaane kitne 'Ghaaw' se 'namak ka kann' milegaa....!!

7) Tumhe le ke chalu to chalu kahaan,

ji kartaa hai patoo par pair rakhkar udd chaloon,

jahaan hawaa le kar chale.....nadi ,sagar,wadiyo se jaa mile..

janntye milye wahi, jahaan aakar 'hum' milye....

kahwaab mai bhi yesi khwaab naa jahaan naa mile....

chalo ussi sair par aa tujhe le chaloon....!!


8) Roj baithu tere 'darbaar' mai ye 'muraad-ye-manjil',

bas gujaarish hai ekbaar sinye se lagaa lenaa....!!!



No comments:

Post a Comment